How many stanza in navodaya prayer?
Ans: There are five Stanzas (5) in Navodaya Prayer.
What is Stanza?
∆ stanza usually is a group of lions arrange together in a recurring pattern of material lens and subsequence of Rhymes.
Navodaya Prayer
1 Stanza
Hum navyug ki nayi bhaarti… nayi aarti
Hum swarajya ki richa naval bharat ki navlaya hon
Nav suryodaya nav chandrodaya, humi navoday hon
2 stanza
Rang jaati pad bhaid rahit hum sab ka ek bhagwaan ho
Santaan hain dharti maan ki hum dharti pooja sthaan ho
Pooja ke khil rahe kamal dal hum bhav jal mein ho
Sarvoday ke nav basant ke humi navoday ho
3 stanza
Maanva hai hum halchal hum, prakriti ke pavan vesh mein
Khilen falen hum mein sanskriti is apne bharat desh ki
Hum himgiri hum nadia hum sagar ki lahre ho
Jeevan ki mangalmati ke hami navoday ho
4 stanza
Hari duudhiya kranti shanti ke shram ke bandanvaar ho
Bhagirath hum dharti maa ke suuram pehredaar ho
Sat shiv sunder ki pehchan banaye jug mein hum
Antriksh ke yaan gyan ke hami navoday ho
5 stanza
Hum navyug ki nayi bharti… nayi aarti
Hum swarajya ki richa naval bharat ki navlaya hon
Nav suryodaya nav chandrodaya, humi navoday hon
Hami navoday ho hami navoday ho hami navoday ho !!
Comments
Post a Comment